Main Darshan Ko Aayi Lyrics

"Main Darshan Ko Aayi" lyrics from Rangeen Raten sung by lata mangeshkar and music directed by roshanlal nagrath (roshan) and composed by roshanlal nagrath (roshan) and lyrics written by kidar nath sharma (kedar sharma)

Singer(s):
Music Director(s):

Main Darshan Ko Aayi Lyrics


Akhiyo ko asnaan kara ke
Mai darshan ko aai
Mai darshan ko aai
Akhiyo ko asnaan kara ke
Mai darshan ko aai
Mai darshan ko aai
Tute mann ko lekar mann ke
Bhet chadhaane aai
Mai darshan ko aai

Saadhu ne sanyas liya
Aur ang bhabhut ramaai
Ang bhabhut ramaai
Saadhu ne sanyas liya
Aur ang bhabhut ramaai
Ang bhabhut ramaai
Dhul bani raaho ki mira
Charanan bich samaai
Mai darshan ko aai
Hoo mai darshan ko aai

O pagali ke pagale pritam
Kaisi preet nibhaai
Kaisi preet nibhaai
O pagali ke pagale pritam
Kaisi preet nibhaai
Kaisi preet nibhaai
Sakhiyo kaa to ji behalaya
Hamari hansi udaai
Mai darshan ko aai
Hoo mai darshan ko aai

Sunaa mann kaa
Nagar sajaya
Preet ki jyot jagaai
Preet ki jyot jagaai
Sunaa mann kaa
Nagar sajaya
Preet ki jyot jagaai
Preet ki jyot jagaai
Is nagari se dur na jaiyo
O hamare harajaai
Mai darshan ko aai
Hoo mai darshan ko aai

Akhiyo ko asnaan kara ke
Mai darshan ko aai
Mai darshan ko aai.

More songs lyrics from Rangeen Raten.