Main Chalna Bhool Gaya Lyrics

"Main Chalna Bhool Gaya" lyrics from Teen Thay Bhai sung by kirti sagathia, mohit chauhan, suzanne d'mello, viviane chaix and music directed by ranjit barot, sukhwinder singh and composed by ranjit barot, sukhwinder singh and lyrics written by gulzar (sampooran singh kalra)

Music Director(s):

Main Chalna Bhool Gaya Lyrics


Daayaan peyr uthaata hun
To baayaan uth jaata hai
Baayaan peyr uthaata hun
To daayaan uth jaata hai
Daayaan peyr uthaata hun
To baayaan uth jaata hai
Baayaan peyr uthaata hun
To daayaan uth jaata hai

Daayaan peyr uthaata hun
To baayaan uth jaata hai
Baayaan peyr uthaata hun
To daayaan uth jaata hai
Haath pakar lo yaaro mera,
Main chalna bhool gaya
Main chalna bhool gaya

Sar par kab se ghoom raha hai,
Aasmaan beemaar hai kya
Ghar waale sab ghar pe hain,
Chutti hai, itwaar? Hai kya?
Sar par kab se ghoom raha hai,
Aasmaan beemaar hai kya
Ghar waale sab ghar pe hain,
Chutti hai, itwaar? Hai kya?
Sar mein moch aai hai shaayad,
Paaon mera murr jaata hai
Daayaan peyr uthaata hun
To baayaan uth jaata hai
Baayaan peyr uthaata hun to
Haath pakar lo yaaro mera,
Main chalna bhool gaya
Main chalna bhool gaya

Baraf pe gir ke uthta hun
To sharam sharam si lagti hai
Naram naram to hai lekin
Kuch garam garam si lagti hai
Baraf pe gir ke uthta hun
To sharam sharam si lagti hai
Naram naram to hai lekin
Kuch garam garam si lagti hai
Bhaaiyo, behno…..
Bhaaiyo, behno! Baat karun
To dhuwain se munh bhar jaata hai

Daayaan peyr uthaata hun
To baayaan uth jaata hai
Baayaan peyr uthaata hun
To daayaan uth jaata hai
Haath pakar lo yaaro mera,
Main chalna bhool gaya
Main chalna bhool gaya.

More songs lyrics from Teen Thay Bhai.