Main Buddha Ho Gaya Lyrics

"Main Buddha Ho Gaya" lyrics from Sansar sung by s. p. balasubrahmanyam and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):

Main Buddha Ho Gaya Lyrics


Sari umar main is jeevan ki
Daud mein bhaga dauda
Sari umar main is jeevan ki
Daud mein bhaga dauda
Ab kis kaam ka
Are ab kis kaam ka
Ab kis kaam ka goli maro
Budha ho gaya ghoda

Sari umar main is jeevan ki
Daud mein bhaga dauda
Ab kis kaam ka
Are ab kis kaam ka
Ab kis kaam ka goli maro
Budha ho gaya ghoda

Bacho ko jo mainne diya
Wo to mera farz bana
Bacho ko jo mainne diya
Wo to mera farz bana
Bacho se jo mainne liya
Mere sar ka karz bana
Karz bhi thik hain
Karz bhi thik hain
Karz bhi thik hain
Bedardo ne sud bhi kitna joda

Sari umar main is jeevan ki
Daud mein bhaga dauda
Ab kis kam ka
Are ab kis kaam ka
Ab kis kaam ka goli maro
Budha ho gaya ghoda

Maa ke dudh ki ab kimat
Bache kaha chukate hain
Maa ke dudh ki ab kimat
Bache kaha chukate hain
Dudh hai kya maa baap ka
Khun bhi ye pee jate hain
In khud garzo ne
In khud garzo ne
In khud garzo ne
Mujhe nahi kahi ka choda

Saari umar main is jeevan ki
Daud mein bhaga dauda
Ab kis kaam ka
Are ab kis kaam ka
Ab kis kam ka goli maro
Ghoda budha ho gaya.

More songs lyrics from Sansar.