Main Bhi Kharidaar Hoon Lyrics

"Main Bhi Kharidaar Hoon" lyrics from Uski Yaadon Mein sung by agam kumar nigam and music directed by nikhil, vinay and composed by nikhil, vinay

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Main Bhi Kharidaar Hoon Lyrics


Main bhi kharidaar hoon
Main bhi kharidunga
Pyaar kahan bikata hai
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro

Main bhi kharidaar hoon
Main bhi kharidunga
Main bhi kharidaar hoon
Main bhi kharidunga
Pyaar kahan bikata hai
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro

Ab to kis jaam se
Bujhati nahin pyaas hai
Soharat bhi mere pass hai
Daulat bhi mere pass hai
Ab ishq ke bazaar main
Lekar to mujhko jayeeye
Ha ishq ke bazaar main
Lekar to mujhko jayeeye
Kimmat ho koi bhi lekin
Pyaar mujhko chahiye
Main bhi kharidaar hoon
Main bhi kharidunga
Main bhi kharidaar hoon
Main bhi kharidunga
Pyaar kahan bikata hai
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro

Mujhse kisi ne kahan
Bikati hai har kise yahan
Lekin main nahin jaanta
Aakhir yeh jagah hai kahan
Anjaan hoon is saher main
Samjho to meri bebasi
Anjaan hoon is saher main
Samjho to meri bebasi
Dilbar ko kahin dhoondhte
Bit jaaye na yeh zindagi
Main bhi kharidaar hoon
Main bhi kharidunga
Main bhi kharidaar hoon
Main bhi kharidunga
Pyaar kahan bikata hai
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro
Pata batana yaaro.

More songs lyrics from Uski Yaadon Mein.