Main Bhi Jawan Lyrics

"Main Bhi Jawan" lyrics from Shadi Ki Raat sung by geeta ghosh roy chowdhuri (geeta dutt), khan mastana and music directed by govind ram and composed by govind ram and lyrics written by firoz

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Main Bhi Jawan Lyrics


Main bhi jawan gori tu bhi jawan
Yeh jawani yuhi beet jaaye na ha
Yeh jawani yuhi beet jaaye na
Main bhi jawan gori tu bhi jawan
Yeh jawani yuhi beet jaaye na ha
Yeh jawani yuhi beet jaaye na

Main bhi jawan piya tu bhi jawan
Kahi ungli zamana uthaye na ha
Kahi ungli zamana uthaye na
Main bhi jawan piya tu bhi jawan
Kahi ungli zamana uthaye na ha
Kahi ungli zamana uthaye na

Sawan to beet gaya
Bhado na beet jaaye
Bhado na beet jaaye
Premi na haar jaaye
Duniya na jeet jaaye
Duniya na jeet jaaye
Aadhi aadhi raat kab hogi mulaqaat
Kahi pyar ki yeh baat bhul jaaye na
Aadhi aadhi raat kab hogi mulaqaat
Kahi pyar ki yeh baat bhul jaaye na
Kahi pyar ki yeh baat bhul jaaye na
Kahi ungli zamana uthaye na

Bachpan ke sath gayi
Bachpan ki baat piya
Adhi adhi raat karun
Kaise mulaqaat piya
Kaise mulaqaat piya
Bachpan ke sath gayi
Bachpan ki baat piya
Adhi adhi raat karun
Kaise mulaqaat piya
Kaise mulaqaat piya
Julmi jaha piya bada beiman
Kahi rai ka pahad ban jaaye na
Kahi rai ka pahad ban jaaye na
Main bhi jawan piya tu bhi jawan
Kahi ungli zamana uthaye na ha
Kahi ungli zamana uthaye na.

More songs lyrics from Shadi Ki Raat.