Main Aur Mera Saya (Title) Lyrics

"Main Aur Mera Saya (Title)" lyrics from Main Aur Mera Saya sung by bhupen hazarika and music directed by bhupen hazarika and composed by bhupen hazarika and lyrics written by gulzar (sampooran singh kalra)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Main Aur Mera Saya (Title) Lyrics


Na kaho koi main akela hoon
Main aur mera
Saya do hai dono hai
Main aur mera
Saya do hai dono hai
Main aur mera saya

Taarik raahon
Mein mera e saaya
Taarik raahon
Mein mera e saaya
Jyoti jalata aa jaata hai
Main aur mera
Saya do hai dono hai
Main aur mera saya

Sehra kinaara kabhi
Ghar kyun banata hoon
Aasha ki baali mein le aata hai
Door ke bandhu joothe saare
Door ke bandhu joothe saare
Saath jo aaya sachcha saya
Main aur mera saya
Do hai dono hai
Main aur mera saya
Do hai dono hai
Main aur mera saya.

More songs lyrics from Main Aur Mera Saya.