Main Akela Apni Dhun Mein Lyrics

"Main Akela Apni Dhun Mein" lyrics from Man Pasand sung by kishore kumar and music directed by rajesh roshan and composed by rajesh roshan and lyrics written by amit khanna

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Main Akela Apni Dhun Mein Lyrics


Main akela apni dhun mein magan
Zindagi ka maja liye ja raha tha
Main akela apni dhun mein magan
Zindagi ka maja liye ja raha tha
Ke tum mil gaye
Tumhara muskurana khilkhilana
Tumhara tunakna tumhara tilmilana
Tumhare kadmo ki ahat tumhari aanhko ki masti
Tumhare balo ki khusbu
Inse mujhe kya hai hasil
Phir bhi ye hai meri adat mein hai shamil shamil

Mere dil mein dard hai daya hai
Tumhare liye kuch hai
Mat puchho kya hai mat puchho kya hai
Mere dil mein dard hai daya hai
Tumhare liye kuch hai
Mat puchho kya hai mat puchho kya hai
Main nek dil hu bura kya sochu
Main nek dil hu bura kya sochu
Tumhari mohabbat tumhari wafa
Inse mujhe kya hai hasil
Phir bhi ye hai meri adat mein hai shamil shamil

Tum dur chali gayi to kaise bitegi ye jindagani
Adhuri rahegi hamari or tumhari kahani
Tumhara sajna sawarna jhil mil nikharna
Tumhara gungunana geet gana
Mere sapno ka sach ho jana sach ho jana
Meri manpasand ban jana
Inse mujhe kya hai hasil
Phir bhi ye hai meri adat mein hai shamil shamil
Main akela apni dhun mein magan
Zindagi ka maja liye ja raha tha.

More songs lyrics from Man Pasand.