Main Aashiq Hoon Main Parwaana Lyrics

"Main Aashiq Hoon Main Parwaana" lyrics from Aadmi sung by jolly mukherjee, kavita krishnamurthy and music directed by jatin pandit, lalit pandit and composed by jatin pandit, lalit pandit

Music Director(s):
Composer(s):

Main Aashiq Hoon Main Parwaana Lyrics


Dosto aaj ki yeh shaam unake naam hai
Jo pyaar karate hai, mohabbat karate hai
Aur ishq karate hai

Main aashiq hoon main parwaana,
Haseeno ka main deewaana
Main aashiq hoon main parwaana,
Haseeno ka main deewaana
Tere jaisa koyi jahaan mein nahi,
Zameen pe nahi aasmaan pe nahi
Haan meri juda aahiqi hai
Pyaar zindagi hai zindagi hai
Pyaar zindagi hai zindagi hai
Main aashiq hoon main parwaana,
Haseeno ka main deewaana
Tere jaisa koyi jahaan mein nahi,
Zameen pe nahi aasmaan pe nahi
Haan meri juda aahiqi hai
Pyaar zindagi hai zindagi hai
Pyaar zindagi hai zindagi hai

Tera mera pyaar toh aam ho gaya,
Aashikon mein apna bhi naam ho gaya
Meri nindein tu churaane laga,
Honthon pe naam tera aane laga
Hongi mulaakaate, pyaari pyaari baatein
Hongi mulaakaate, pyaari pyaari baatein
Jaaneja tu hi khushi hai
Pyaar zindagi hai zindagi hai
Pyaar zindagi hai zindagi hai

Gori gori baahein hai tere liye,
Meri yeh adaaye hai tere liye
Are dheere dheere
Pyaar yun badhane laga,
Dil mera tujhpe hi marne laga
Hum tum mile hai, milate rahenge
Hum tum mile hai, milate rahenge
Tere ada bhaa gayi hai
Pyaar zindagi hai zindagi hai
Pyaar zindagi hai zindagi hai

Kal ki hamein nahi hai khabar,
Masti mein raat karlo basar
Hamein hai pata hamein hai khabara,
Hain kaun kya jaan-e-jigar
Kaun yahaan kaatil, kaun hai lutera
Kaun yahaan kaatil, kaun hai lutera
Kahaan baat hamse chhupi hai
Pyaar zindagi hai zindagi hai
Pyaar zindagi hai zindagi hai
Main aashiq hoon main parwaana,
Haseeno ka main deewaana
Main aashiq hoon main parwaana,
Haseeno ka main deewaana
Tere jaisa koyi jahaan mein nahi,
Zameen pe nahi aasmaan pe nahi
Haan meri juda aahiqi hai
Pyaar zindagi hai zindagi hai
Pyaar zindagi hai zindagi hai
Pyaar zindagi hai zindagi hai
Pyaar zindagi hai zindagi hai.

More songs lyrics from Aadmi.