Maikhana Maikhana Lyrics

"Maikhana Maikhana" lyrics from Teen Mausam sung by manhar udhas, nirmal udhas, pankaj udhas and music directed by pankaj udhas and composed by pankaj udhas

Music Director(s):
Composer(s):

Maikhana Maikhana Lyrics


Maikhana maikhana
Yeh hain maikhana
Maikhana maikhana
Yeh hain maikhana

Duniya bhar mein
Peekar behako
Yahan sambhal kar aana
Maikhana maikhana
Yeh hain maikhana
Maikhana maikhana
Yeh hain maikhana
Duniya bhar mein
Peekar behako
Yahan sambhal kar aana
Maikhana maikhana
Ye hain maikhana

Apne aap se sulaj jaayenge
Saare uljhe dhage re dhage
Saare uljhe dhage
Apne aap se sulaj jaayenge
Saare uljhe dhage re dhage
Saare uljhe dhage
Hath mein jab ye aa jaaye to
Hath mein jab ye aa jaaye to
Soyi kismat jaage re jaage
Soyi kismat jaage
Paimaana paimaana
Ye hain paimaana
Paimaana paimaana
Ye hain paimaana
Paimaana paimaana
Ye hain paimaana
Saari duniya tum thukrao
Isko na thukrana
Maikhana maikhana
Ye hain maikhana

Khud bhi peeo logo ki bhi
Pyaas bujhate jaao re bhaai
Pyaas bujhate jaao
Khud bhi peeo logo ki bhi
Pyaas bujhate jaao re bhaai
Pyaas bujhate jaao
Maikhane se jab nikloto
Maikhane se jab nikloto
Mai chhalkate jaao
Mai chhalkate jaao
Nazrana nazrana
Mehka nazrana
Nazrana nazrana
Mehka nazrana
Nazrana nazrana
Mehka nazrana
Tum ye saaqi ka nazrana
Reendo tak pohchana
Maikhana maikhana
Yeh hain maikhana

Jaam bhi hain aur saaqi bhi hain
Masti mein jee lenge jee lenge
Masti mein jee lenge
Jaam bhi hain aur saaqi bhi hain
Masti mein jee lenge jee lenge
Masti mein jee lenge
Peene ka mausam hain yaaro
Peene ka mausam hain yaaro
Jee bhar ke pee lenge pee lenge
Jee bhar ke pee lenge
Tarsana tarsana ab na tarsana
Tarsana tarsana ab na tarsana
Tarsana tarsana ab na tarsana
Peene waale socha ke aaye
Lot ke ab nahi ghar jaana
Maikhana maikhana
Yeh hain maikhana

Duniya bhar mein peekar behako
Yahan sambhal kar aana
Maikhana maikhana
Yeh hain maikhana
Maikhana maikhana
Yeh hain maikhana
Yeh hain maikhana
Yeh hain maikhana.

More songs lyrics from Teen Mausam.