Mai Shama Kaha Lyrics

"Mai Shama Kaha" lyrics from Monto sung by asha bhosle and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by verma malik

Singer(s):
Lyricist(s):

Mai Shama Kaha Lyrics


Mai shama kaha parwana
Mai shama kaha parwana
Hai mehfil nahi deewana
Husn mera hai aag ka shola
Ise lagana hath nahi
Tu kya pyar karega mujhse
Ja teri ye aukat nahi
Ja teri ye aukat nahi
Mai shama kaha parwana

Koi nahi dildar jo de de pyar
Aur mai kaha se pau
Pyar mai kaha se pau
Kabhi to ruth ke hai charo aur
Mai kaise rup chhupau
Mai kaise rup chhupau
Sabke dil ka darpan dekha
Kisi me koi zazbat nahi
Tu kya pyar karega mujhse
Ja teri ye aukat nahi
Ja teri ye aukat nahi
Mai shama kaha parwana

Tere dil ke raz sabhi andaz
Janeman jan gayi hu
Janeman jan gayi hu
Jan ke hai anjan arey nadan
Tujhe pehchan gayi hu
Tujhe pechan gayi hu

Tune sochi jo dil me
Wo hone wali bat nahi
Tu kya pyar karega mujhse
Ja teri ye aukat nahi
Ja ja teri ye aukat nahi
Mai shama kaha parwana
Hai mehfil nahi deewana
Husn mera hai aag ka shola
Ise lagana hath nahi
Tu kya pyar karega mujhse
Ja teri ye aukat nahi
Ja ja teri ye aukat nahi.

More songs lyrics from Monto.