Mai Nadiya Ki Dhara Lyrics

"Mai Nadiya Ki Dhara" lyrics from Naag Panchami sung by kishore kumar, lata mangeshkar and music directed by ravi shankar sharma (ravi) and composed by ravi shankar sharma (ravi) and lyrics written by indeevar (shyamalal babu rai)

Music Director(s):

Mai Nadiya Ki Dhara Lyrics


Mai nadiya ki dhara
Bahe teri kinara
Deta chal mujhko sahara
Sath hai kitna pyara
Kam hai ye jiwan sara
Aayenge jag me dobara

Mai nadiya ki dhara
Bahe teri kinara
Deta chal mujhko sahara

Kon sambhalega mujhko
Bin tere bhatak jaungi
Kon sambhalega mujhko
Bin tere bhatak jaungi
Jaha jaha se jayega tu
Vaha vaha aaungi
Chutega na sath hamara
Deta chal mujhko sahara
Sath hai kitna pyara
Kam hai ye jiwan sara
Aayenge jag me dobara

Mai nadiya ki dhara
Bahe teri kinara
Deta chal mujhko sahara

Roop rang ras ki tu ganga
Mai pyasa panghat hu
Roop rang ras ki tu ganga
Mai pyasa panghat hu
Or pas aane ko tarsu
Yu to bhut nikat hu
Jiwan mera tune sawara
Aayenge jag me dobara

Mai nadiya ki dhara
Bahe teri kinara
Deta chal mujhko sahara
Sath hai kitna pyara
Kam hai ye jiwan sara
Aayenge jag me dobara.

More songs lyrics from Naag Panchami.