Mai Hu Apni Lagan Ka Mara Lyrics
"Mai Hu Apni Lagan Ka Mara" lyrics from Diamond King sung by mukesh chand mathur (mukesh) and music directed by bipin dutt and composed by bipin dutt and lyrics written by kaif irfani
Mai Hu Apni Lagan Ka Mara Lyrics
Mai hu apni lagan ka mara
Jidhr chal pada chal pada
Ho mai hu apni lagan ka mara
Jidhr chal pada chal pada
Mai hu apni lagan ka mara
Jidhr chal pada chal pada
Ho mai hu apni lagan ka mara
Mai hu apni hi dhun me magan
Mai hu pyar ke man ka gagan
Mai hu apni hi dhun me magan
Mai hu pyar ke man ka gagan
Koi kli to mai hu chaman
Koi geet to mai hu ek tara
Mai hu apni lagan ka mara
Mai hu apni lagan ka mara
Jidhr chal pada chal pada
Ho mai hu apni lagan ka mara
Mai kya janu ke kya hai jahan
Meri nazro me chhalke arman
Mai kya janu ke kya hai jahan
Meri nazro me chhalke arman
Mere dil me khushi ke tufan
Koi lehar to mai hu kinara
Mai hu apni lagan ka mara
Mai hu apni lagan ka mara
Jidhr chal pada chal pada
Ho mai hu apni lagan ka mara
Liye nazro me man ki lagi
zara bahka hu mai jo kabi
Liye nazro me man ki lagi
zara bahka hu mai jo kabi
Lagi kahne bahare sabhi
zara dekh idhr do bara
Mai hu apni lagan ka mara
Mai hu apni lagan ka mara
Jidhr chal pada chal pada
Ho mai hu apni lagan ka mara.
More songs lyrics from Diamond King.