Madhosh Hawa Matwaali Fiza Lyrics

"Madhosh Hawa Matwaali Fiza" lyrics from Prince sung by mohammed rafi and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by farooq qaiser

Singer(s):
Lyricist(s):

Madhosh Hawa Matwaali Fiza Lyrics


Madhosh hawa matwaali fiza
Sansaar suhaana lagta hai
Madhosh hawa matwaali fiza
Sansaar suhaana lagta hai
Kar le na kissi se pyaar kahin
Dil apna deewana lagta hai
Madhosh hawa matwaali fiza
Sansaar suhaana lagta hai

Raahi hoon naya anjaan dagar
Pyaara hai badaa jeevan ka safar
Raahi hoon naya anjaan dagar
Pyaara hai badaa jeevan ka safar
Nikla hoon main apni masti mein
Maaloom nahin manzil hai kidhar
Yeh badhte hue bechain kadam
Aayenge thikana lagta hai
Kar le na kissi se pyaar kahin
Dil apna deewana lagta hai
Madhosh hawa matwaali fiza
Sansaar suhaana lagta hai

Hotho pe hasi baato me nami
Kis baat ki hai duniyaa main kami
Hotho pe hasi baato me nami
Kis baat ki hai duniyaa main kami
Jina bhi vahi marna bhi vahi
Takdir sabhi kohai ek mili
Main jiski kahani dil se sunu
Apna hi fasana lagta hai
Kar le na kissi se pyaar
Kahin dil apna deewana lagta hai
Madhosh hawa matwaali fiza
Sansaar suhaana lagta hai
Kar le na kissi se pyaar kahin
Dil apna deewana lagta hai
Madhosh hawa matwaali fiza
Sansaar suhaana lagta hai
Kar le na kissi se pyaar kahin
Dil apna deewana lagta hai
Madhosh hawa matwaali fiza
Sansaar suhaana lagta hai

Pal bhar ko na hum aaraam kare
Do haath hazaaron kaam kare
Pal bhar ko na hum aaraam kare
Do haath hazaaron kaam kare
Kismat ki shikaayat kya karna
Bhagwan ko kyon badnaam kare
Ek roz humare haathon se
Badlega zamana lagta hai
Kar le na kissi se pyaar kahin
Dil apna deewana lagta hai
Madhosh hawa matwaali fiza
Sansaar suhaana lagta hai

Jo aag tumhaare dil mein lage
Uss aag mein mera dil bhi jale ha ha
Jo aag tumhaare dil mein lage
Uss aag mein mera dil bhi jale
Dhanwaan ho ya nirdhan ho
Koyi data ki nazar mein ek hue
Insaan se rishta insaan ka iss
Jag mein puraana lagta hai
Kar le na kissi se pyaar kahin
Dil apna deewana lagta hai
Madhosh hawa matwaali fiza
Sansaar suhaana lagta hai
Kar le na kissi se pyaar kahin
Dil apna deewana lagta hai
Madhosh hawa matwaali fiza
Sansaar suhaana lagta hai

Najre hai hasi julfe hai hasi har
Baat javaan har baat hasin
Najre hai hasi julfe hai hasi har
Baat javaan har baat hasin
Mitta hai mera dil mit jaaye
Tu apni adae rok nahi
Andaz javaani kya kahiye
Thokar me jamana rehta hai
Kar le na kissi se pyaar kahin
Dil apna deewana lagta hai
Madhosh hawa matwaali fiza
Sansaar suhaana lagta hai

Tum apne najar ki becheni
Samjoge nahi tamsin ho abhi
Aata hai maja hame jine main
Mar jaaye hamare dil ki lagi
Dekha jo tumhe to yaad aaya
Ye dard puraana lagta hai
Kar le na kissi se pyaar kahin
Dil apna deewana lagta hai
Madhosh hawa matwaali fiza
Sansaar suhaana lagta hai.

More songs lyrics from Prince.