Maati Ko Lajaana Lyrics

"Maati Ko Lajaana" lyrics from Fashion sung by bela mukhopadhyay, hemanta kumar mukhopadhyay and music directed by hemanta kumar mukhopadhyay and composed by hemanta kumar mukhopadhyay and lyrics written by bharat vyas

Lyricist(s):
Music Director(s):

Maati Ko Lajaana Lyrics


Bade bade tufano ke aage
Kabhi nahi jo hara hai
Nari ki takat par abb tak
Jinda desh tumhara hai

Maati ko lajaana na iss
Maati ko lajaana na
Desh hai mahan isaki
Shan ko mitana na
Maati ko lajaana na iss
Maati ko lajaana na
Desh hai mahan isaki
Shan ko mitana na

Wichhada huwa yaha ka
Wichhadi ka nur hain
Han wichhadi ka nur hain
Iss mati mera ma huwa
Sitaji ka sindur hain
Sitaji ka sindur hain
Desh ke jawano
O faishan ke diwano
Thodi bat purani mano
Apni sej ko parayi
Nag se kabhi sajana na

Galiya parayi ko khoya
Tera dhyan hain
Ho khoya tera dhyan hai
Apni pujaran ka
Too hi bhagawan hai
Too hi bhagawan hai
Ram hai too us ka
Ghanashyam hai too us ka
Charo dham hai too us ka
Aisi nari ke jigar pe
Katari too chalana na.

More songs lyrics from Fashion.