Lut Gayi Hai Kisi Ki Jawani Lyrics

"Lut Gayi Hai Kisi Ki Jawani" lyrics from Sawan Bhadon sung by lata mangeshkar, shiv dayal batish and music directed by bhagatram batish, husnlal batish and composed by bhagatram batish, husnlal batish and lyrics written by mulkraj bhakri

Lyricist(s):
Music Director(s):

Lut Gayi Hai Kisi Ki Jawani Lyrics


Padke kapas mein ho gaya
Apno se door hoon
Mera kasur ye hai ke
Main bekasur hoon

Lut gayi hai kisi ki jawani
Lut gayi hai kisi ki jawani
Duniya ne bana li kahani
Duniya ne bana li kahani

Lut gayi hai kisi ki jawani
Lut gayi hai kisi ki jawani
Duniya ne bana li kahani
Duniya ne bana li kahani

Begunahi hamari gunah ban gayi
Lab pe aake hasi ek aah ban gayi
Chut hamse hamara sahara gaya
Chut hamse hamara sahara gaya
Door aankho se aankho ka tara gaya
Rah gaya dard dil mein nishani
Rah gaya dard dil mein nishani
Duniya ne bana li kahani
Duniya ne bana li kahani

Jalti armano ki meri basti rahi
Duniya hoke khadi door hasti rahi
Humse apno ne bhi munh mod liya
Humse apno ne bhi munh mod liya
Sath chhod diya dil tod diya
Rang layi meri bejubani
Rang layi meri bejubani
Duniya ne bana li kahani
Duniya ne bana li kahani
Lut gayi hai kisi ki jawani
Lut gayi hai kisi ki jawani
Duniya ne bana li kahani.

More songs lyrics from Sawan Bhadon.