Lehron Se Khale Hai Payal Lyrics

"Lehron Se Khale Hai Payal" lyrics from Aanch sung by alka yagnik, kumar sanu and music directed by darshan rathod, sanjeev rathod and composed by darshan rathod, sanjeev rathod and lyrics written by afsar (mir afsar ali)

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Lehron Se Khale Hai Payal Lyrics


Leharo se khele hai payal
Payal, payal, payal
Aankho ko chume hai kajal
Bhiga re bhiga ye aanchal
Aanchal, aanchal
Dil ho gaya mera pagal
Haye sharmau main ghabrau
Haye sharmau main ghabrau
Kis se chhupau sabko batu
Main to huyi re deewani
Sajna ki deewani
Sajna ki deewani
Sajna ki deewani
Sajna ki deewani

Arey tu deewani hai,
Haye re tu deewani hai
Arey tu deewani hai,
Haye re tu deewani hai
Main bhi nahi anjani
Sajna ki deewani
Sajna ki deewani,
Deewani sajna ki deewani

Mast hawaye meri
Julfo se khele
Sajan tu aake mujhe
Baho me le le
Mast hawaye meri
Julfo se khele
Sajan tu aake mujhe
Baho me le le
Pagal mann kuchh na mane
Ye to bas itna jane
Pagal mann kuchh na mane
Ye to bas itna jane
Tujhse hai meri jawani
Sajna ki deeiwani,
Diwani sajna ki deewani

Khawabo khayalo mein mere
Tasvir jiski basi hai
Dhadkan ye kahti hai mujhse
Wo dilruba to kahi hai
Wo jo mil jaye mujhko
Chhupa lu dil me usko
Chain bhi aa jayega
Nasha sa chha jayega
Wo mere khawabo ki rani
Wo mere khawabo ki rani
Main huyi re deewani
Sajna ki deewani
Sajna ki deewani

Arey tu deewani hai,
Haye re tu deewani hai
Arey tu deewani hai,
Haye re tu deewani hai
Main bhi nahi anjani
Sajna ki deewani
Sajna ki deewani,
Sajna ki deewani
Sajna ki deewani,
Deewani sajna ki deewani.

More songs lyrics from Aanch.