Le Gaya Dil Nikaal Ke Lyrics

"Le Gaya Dil Nikaal Ke" lyrics from Warrant sung by asha bhosle and music directed by roshanlal nagrath (roshan) and composed by roshanlal nagrath (roshan) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Le Gaya Dil Nikaal Ke Lyrics


Le gaya dil nikal ke bin puchhe
O bin puchhe anadi o anadi
De gaya gum kamal ke bin mange
O bin mange anadi anadi

Kal sadak par mil gaya tha ek begana
Kal sadak par mil gaya tha ek begana
Mujhse bola mangta hu tujhko apnana
Dar gayi main mar gayi main
Kar gayi main haye
Khel hkela kamal ke
Khel hkela kamal ke naino ka
Ho naino ka khiladi anadi
De gaya gum kamal ke bin mange
O bin mange anadi anadi

Roop mera fir milaya chand taaro se
Roop mera fir milaya chand taaro se
Pyar apna fir milkaya gulbaharo se
Maine jana hai deewana tha sayana haye
Rakhte kab tak sambhal ke
Rakhte kab tak sambhal ke
Khud ko mai ho khud ko mai bechari anadi
De gaya gum kamal ke bin mange
O bin mange anadi anadi

Aankho aanhko maine bheji ki pyar ki arzi
Aankho aanhko maine bheji ki pyar ki arzi
Baato baato mein na puchhi pyar ki marzi
Majnu chaila dil ka pyala bola haye
Mana bulbul ko dal ke
Mana bulbul ko dal ke
O pinjare mein o poinjare mein shikari.

More songs lyrics from Warrant.