Le Deke Muqaddar Me Lyrics

"Le Deke Muqaddar Me" lyrics from Dil Ki Awaaz sung by kavita krishnamurthy


Le Deke Muqaddar Me Lyrics


Le deke muqaddar me
Tufaan ka sahara hai
Le deke muqaddar me
Tufaan ka sahara hai
Tuti huyi kashti hai
Aur dur kinara hai
Le deke muqaddar me
Tufaan ka sahara hai

Kyun gham se pareshan ho
Woh gham bhi hame de do
Kyun gham se pareshan ho
Woh gham bhi hame de do
Woh gham bhi hame de do
Jo roj tumhara hai
Woh roj hamara hai
Tuti huyi kashti hai
Aur dur kinara hai
Le deke muqaddar me
Tufaan ka sahara hai

Achha hi kiya tumne
Muh pher liya hamse
Achha hi kiya tumne
Muh pher liya hamse
Muh pher liya hamse
Kuchh din se hamara bhi
Gardish me sitara hai
Tuti huyi kashti hai
Aur dur kinara hai
Le deke muqaddar me
Tufaan ka sahara hai

Magroor wafa teri
Barhum hai anaa meri
Magroor wafa teri
Barhum hai anaa meri
Barhum hai anaa meri
Shayad yeh hawa jiske
Aane ka ishara hai
Tuti huyi kashti hai
Aur dur kinara hai
Le deke muqaddar me
Tufaan ka sahara hai

Ham mehal junu thehare
Sehara me bhatak lete
Ham mehal junu thehare
Sehara me bhatak lete
Sehara me bhatak lete
Aawaz hame de kar
Kyun tumne pukaara hai
Tuti huyi kashti hai
Aur dur kinara hai
Le deke muqaddar me
Tufaan ka sahara hai
Le deke muqaddar me
Tufaan ka sahara hai.

More songs lyrics from Dil Ki Awaaz.