Lamhon Ki Zindagi Lyrics

"Lamhon Ki Zindagi" lyrics from Ishq Forever sung by hamza faruqui and music directed by amit trivedi and composed by amit trivedi and lyrics written by nadeem ahmad

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Lamhon Ki Zindagi Lyrics


Janmon ka pyar do
Janmon ka pyaar do
Janmon ka pyar do
Janmon ka pyaar do

Lamhon ki zindagi hai
Janmon ka pyaar do
Toote hue is sahil
Ko naam majhdaar do
Lamhon ki zindagi hai
Janmon ka pyara do
Chanchal hawaaon mein
Kyun khamosh
Waadiyaan hai
Chanchal hawaaon mein
Kyun khamosh
Waadiyaan hai
Lag ker gale mere
In khamoshiyon ko
Lag ker gale mere
In khamoshiyon ko
Mita mere yaar do
Lamhon ki zindagi hai
Janmon ka pyar do
Toote hue is sahil
Ko naam majhdaar do

Her ik zubaan pe
Apni kahani hogi
Her ik zubaan pe
Apni kahani hogi
Bahte dariya ki maujo
Mein rawani hogi
Dooriyaan mit jaye
Ho na faansle darmiyaan
Dooriyaan mit jaye
Ho na faansle darmiyaan
Tumhari jaan main sanam
Saanse bhi hamari hongi
Ishq ka banta aksar fasana hai
Ishq ka banta aksar fasana hai
Lagkar gale mere
Tum is fasane ko
Lagkar gale mere
Tum is fasane ko
Kazeede ka naam do
Lamho ki zindagi hai

Betaab dil mera kar
Raha guzarish hai
Betaab dil mera kar
Raha guzarish hai
Mere iss dil ki bas
Yahi khwahish hai
Shab se sahar tak tum
Rahna sath hamnawa
Shab se sahar tak tum
Rahna sath hamnawa
Pakar tumko sanam
Her manzil hamari hogi
Apni iss chahat ka
Ahsaah purana hai
Apni iss chahat ka
Ahsaah purana hai
Lagkar gale mere
Tum is chahat ko
Lagkar gale mere
Tum is chahat ko
Safeene ka naam do
Lamho ki zindagi hai.

More songs lyrics from Ishq Forever.