Lal Lal Aag Hua Lyrics

"Lal Lal Aag Hua" lyrics from Dus Tola sung by sukhwinder singh and music directed by sandesh shandilya and composed by sandesh shandilya and lyrics written by gulzar (sampooran singh kalra)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Lal Lal Aag Hua Lyrics


Lal lal aag hua patha chanar ka
Lal lal aag hua patha chanar ka
Matti kumhar ki sona sunar ka
Gin gin gin gin din din intezar ka intezar ka
Lal lal aag hua patha chanar ka
Ha lal lal aag hua patha chanar
Matti kumhar ki sona sunar ka

Reza reza palchin palkatine hai
Hath ki lakeero ke balchatine hai
Reza reza palchin palkatne hai
Ratti ratti masha masha tola hai na tolna hai
Ratti ratti masha masha tola hai na tolna hai
Ankhiyo me band hai vo palko se kholna hai
Ankhiyo me band hai vo palko se kholna hai

Ho lal lal aag me hai dana anar ka dana anar ka
Ho lal lal aag hua patha chanar ka
Matti kumhar ki sona sunar ka

Here ki kanni hai na panne ka pani
Sone me soyegi gaav ki rani
Here ki kanni hai na panne ka pani
Are jeeli jeeli jhugiyo me savan guzara
Bund bund matke me bhaado utara
Bund bund matke me bhaado utara
Are inch inch ghumta hai
Are inch inch ghumta hai
Chakka intezar ka chakka intezar ka
Matti kumhar ki sona sunar ka
Gin gin gin gin din din intezar ka intezar ka

Lal lal aag hua patha chanar ka
Lal lal aag hua patha chanar ka
Lal lal aag hua patha chanar ka
Lal lal aag hua pttha chanar ka.

More songs lyrics from Dus Tola.