Laila Lyrics

"Laila" lyrics from Ek Ladki Deewani Si sung by adnan sami and music directed by adnan sami and composed by adnan sami

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Laila Lyrics


Laila..laila..
Laila, o laila, pyar ka dard diya
tu ne kyun behla?
Laila, o meri laila,
Pyar ka dard diya tu ne kyun behla?

Sun le o katil ke mein hun qaatil
Dil mein jagah de, ho jaoun daakhil
Sun le o katil ke mein hun qaatil
Dil mein jagah de, ho jaoun daakhil

Meri laila, o meri laila
Pyar ka dard diya tu ne kyunbehla?
O laila, o meri laila,
Pyar ka dard diya tu ne kyun behla?

Tujhe ghoomne mein le jaoun,
Tujhe choomne mein le jaoun
Tera kuch kahin jo kho jaye,
Use dhoodne mein le jaaoun
Zara maan le tu mera kehna
Tu door aise to na reh na

O meri baby
Meri laila, o laila, jaan na jaan
tu pyar mera hai pehla
Laila, o meri laila,
Pyar ka dard diya tu ne kyun behla?

O laila..laila..laila..laila..

Bekhayali mein kyun khud se
Meine karliya hai ye wada
Meri jaan mujhe to hai dena
Dil torr ke tujheadha
Bas yehi hai tamanna,
Mein hi hun wo banna o kaali kaali

O darling darling
Lailaa..lailaa..
Laila, o meri laila,
Pyar ka dard diya tu ne kyun behla…

More songs lyrics from Ek Ladki Deewani Si.