Lagi Hai Aag Jo Lyrics
"Lagi Hai Aag Jo" lyrics from Char Chand sung by premlata, zawar hussain and music directed by shakat ali dehlavi (nashad) and composed by shakat ali dehlavi (nashad) and lyrics written by a. karim
Lagi Hai Aag Jo Lyrics
Lagi hai aag jo dil mein use aakar bujha jate
Lagi hai aag jo dil mein use aakar bujha jate
Bas itni si tamnna hai jara surat dikha jate
Jamane ne sataya hai jamane ne sataya hai
Maukaddar ne rulaya hai
Meri isme khata kya hai mujhe itna bata jate
Lagi hai aag jo dil mein use aakar bujha jate
Yakin hai itna karte na hargij bewafai tum
Agar bhule hue kal ke wade yad aa jate
Lagi hai aag jo dil mein use aakar bujha jate
Ab kuch dar tha to
Agar kuch dar tha to
Bigadi bat bana jate
Lagi hai aag jo dil mein use aakar bujha jate.
More songs lyrics from Char Chand.