Lagi Apni Najariya Lyrics

"Lagi Apni Najariya" lyrics from Amar Deep sung by asha bhosle and music directed by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and composed by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and lyrics written by rajendra krishan

Singer(s):
Lyricist(s):

Lagi Apni Najariya Lyrics


Jhule se nikle ghabrake banchpan
Bhule se ek din dekha jo darpan
Lagi apni najariya katar ban ke
Lagi apni najariya katar ban ke
Koi dil me shama na jaye pyar ban ke
Koi dil me shama na jaye pyar ban ke
Lagi apni najariya katar ban ke
Rama ho rama ho rama ho rama ho

Bachpan ka jana jawani ka aana
Gazab ho gaya haye gazab ho gaya
Bachpan ka jana jawani ka aana
Gazab ho gaya haye gazab ho gaya
Samjh me na aaye kya pa liya
Or kya kho gaya
Or kya kho gaya
Koi khatke khyalo me har banke
Koi khatke khyalo me har banke
Koi dil me shama na jaye pyar banke
Koi dil me shama na jaye pyar banke
Lagi apni najariya katar ban ke
Rama ho rama ho rama ho rama ho

Khwabo me koi aane laga
Dil churane laga dil churane laga
Khwabo me koi aane laga
Dil churane laga dil churane laga
Kya kijiye haye dil hath se jane laga
Hoye jane laga
Koi rah jaye na gale ka har banke
Koi rah jaye na gale ka har banke
Koi dil me shama na jaye pyar banke
Lagi apni najariya katar ban ke
Rama ho rama ho rama ho rama ho.

More songs lyrics from Amar Deep.