Lage To Se Naina Lyrics

"Lage To Se Naina" lyrics from Ulfat sung by salma agha

Singer(s):

Lage To Se Naina Lyrics


Lage to se naina
Jiya bechain bechain bechain

Lage tose naina jiya bechain mohe
Kahin ka na chhoda tere pyaar ne
Lage tose naina jiya bechain mohe
Kahin ka na chhoda tere pyaar ne sajana mohe
Kahin ka na chhoda tere pyaar ne

Phool khile na aashao ke rang pade hai fike
Phool khile na aashao ke rang pade hai fike
Tuna mila to saajan mere kya main karungi jeeke
Lage tose naina jiya bechain mohe
Kahin ka na chhoda tere pyaar ne sajana mohe
Kahin ka na chhoda tere pyaar ne

Mera dil thaa kaanch ka tukda
Tut gaya jo pal mein
Mera dil thaa kaanch ka tukda
Tut gaya jo pal mein
Bhatak rahi hoon tanha tanha
Duniya ke jungal mein
Lage tose naina jiya bechain mohe
Kahin ka na chhoda tere pyaar ne sajana mohe
Kahin ka na chhoda tere pyaar ne

Iss duinya ki joothi rashme juthe hai afsaane
Iss duinya ki joothi rashme juthe hai afsaane
Jiske dil par chot lagi ho dar woh dil ka jaane
Lage tose naina jiya bechain mohe
Kahin ka na chhoda tere pyaar ne sajana mohe
Kahin ka na chhoda tere pyaar ne
Lage tose naina jiya bechain mohe
Kahin ka na chhoda tere pyaar ne sajana mohe
Kahin ka na chhoda tere pyaar ne.

More songs lyrics from Ulfat.