Lafz E Mohabbat Ka Lyrics

"Lafz E Mohabbat Ka" lyrics from Jaan E Jigar sung by sudhir narain and music directed by sudhir narain and composed by sudhir narain

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Lafz E Mohabbat Ka Lyrics


Ik lafz e mohabbat ka
Adna sa fasana hai
Ik lafz e mohabbat ka
Adna sa fasana hai
Simate to dile aashiq
Simate to dile aashiq
Faile to zamana hai
Ik lafz e mohabbat ka
Adna sa fasana hai

Hum ishq ke maaro ka
Itna hi fasna hai
Hum ishq ke maaro ka
Itna hi fasna hai
Rone ko nahin ko
Hasne ko zamana hai
Rone ko nahin ko
Hasne ko zamana hai

Kya husn ne samja hai
Kya ishq ne jaana hai
Kya husn ne samja hai
Kya ishq ne jaana hai
Hum khaak nashino ki
Dogar mein zamana hai
Hum khaak nashino ki
Dogar mein zamana hai

Yeh ishq nahin aasaan
Itana hi samajh lije
Yeh ishq nahin aasaan
Itana hi samajh lije
Ik aag ka dariya hai
Aur doob ke jaana
Ik aag ka dariya hai
Aur doob ke jaana

Aansu to bahot se hai
Aankhon mein jigar lekin
Aansu to bahot se hai
Aankhon mein jigar lekin
Bindh jaaye so moti hain
Reh jaaye so daana hai
Bindh jaaye so moti hain
Reh jaaye so daana hai
Ik lafz e mohabbat ka
Adna sa fasana hai

Ik lafz e mohabbat ka
Adna sa fasana hai
Simate to dile aashiq
Simate to dile aashiq
Faile to zamana hai
Ik lafz e mohabbat ka
Adna sa fasana hai.

More songs lyrics from Jaan E Jigar.