Kyun Ek Pal Mein Lyrics

"Kyun Ek Pal Mein" lyrics from Fastey Fasaatey sung by dev negi, rajalakshmee sanjay, sukriti kakkar and music directed by sanjay rajee and composed by sanjay rajee and lyrics written by uphaar

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kyun Ek Pal Mein Lyrics


Tere hi ghar mein kyun hum
Beghar huye hai yun hum
Jhootha lage tu oo jahaan
Saath thi aapni raahein
Jee chaha jab mil jaaye
Milna ye hoga aab kahan
Jhootha lage tu oo jahaan

Kyun ek pal mein, aaj aur kal mein
Tera mera rishta hai uljhan mein
Kyun ek pal mein, aaj aur kal mein
Tera mera rishta hai uljhan mein

Tu kyun chuda ke bahein
Jaata hai raah teri
Naa de tu saja
Sikwe gile hai jo bhi
Mujhko bayaan karde
Main tera hi hoon sada

Main mar hi jaunga
Teri chanw mein
Teri yaadon mein
Teri aahon mein
Teri bahon mein
Mujhe thaam le, thaam bhi le

Tere hi ghar ki yadein
Mishri si meethi batein
Aacha lage kyun oo jahaan
Chahun main hona kyun wahan

Aab is pal mein
Dil halchal mein
Samajh na aaye
Kuch is man mein.

More songs lyrics from Fastey Fasaatey.