Kyon Ki Itna Pyar Lyrics

"Kyon Ki Itna Pyar" lyrics from Kyon Ki... sung by alka yagnik, udit narayan and music directed by himesh reshammiya and composed by himesh reshammiya and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kyon Ki Itna Pyar Lyrics


Kyon ki itna pyar
Tumko karte hain ham
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar
Tumko karte hain ham
Kyon ki itna pyar
Tumko karte hain ham
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar
Tumko karte hain ham
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar
Tumko karte hain ham
Hamare dil ki tum
Thodi si kadar kar lo
Ham tumpe marte hain
Thodi si fikar kar lo
Fikar kar lo
Kyon ki itna pyar
Tumko karte hain ham
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar
Tumko karte hain ham

Tune o jaana deewana kiya hain
Deewana kiya is kadar
Deewana kiya is kadar
Chahat mein teri
Bhulaya jahaan ko
Na dil ko kisiki khabar
Na dil ko kisiki khabar
Rago mein mohabbat
Ka ehsaas jara bhar lo
Ham tumpe marte hain
Thodi si fikar kar lo
Fikar kar lo
Kyon ki itna pyar
Tumko karte hain ham
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar
Tumko karte hain ham

Tumse hain saansein
Tumse hain dhadkan
Tumhise hain deewangi
Tumhise hain deewangi
Rab ne hame di hain
Tumhare liye zindagi
Tumhare liye zindagi
Wada sang jeene ka
Tum jaane jigar kar lo
Ham tumpe marte hain
Thodi si fikar kar lo
Fikar kar lo
Kyon ki itna pyar
Tumko karte hain ham
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar
Tumko karte hain ham.

More songs lyrics from Kyon Ki....