Kyon Chhoda Tumne Saath Lyrics

"Kyon Chhoda Tumne Saath" lyrics from Kashish sung by asha bhosle and music directed by nazar hussain and composed by nazar hussain

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kyon Chhoda Tumne Saath Lyrics


Kyon chhoda tumne
Saath hamara jawaab do
Kyon chhoda tumne
Saath hamara jawaab do
Khamosh kisliye ho
Khudara jawaab do…
Kyon chhoda tumne
Saath hamara jawaab do
Kyon chhoda tumne
Saath hamara jawaab do…..

Woh dosti ke jispe
Bahut naaz tha kabhi
Woh dosti ke jispe
Bahut naaz tha kabhi
Ab kyun nahi hain
Tumko gavaara
Jawaab do….
Kyon chhoda tumne
Saath hamara jawaab do
Kyon chhoda tumne saath….

Mausam bhi itni jaldi
Badalta nahi toh phir
Mausam bhi itni jaldi
Badalta nahi toh phir
Badla hai kaise rang tumhara
Jawaab do….
Kyon chhoda tumne saath
Hamara jawaab do
Kyon chhoda tumne saath….

Kya mil sake ga raahi
Talab mein tumhe koi
Kya mil sake ga raahi
Talab mein tumhe koi
Hum jaisa koi aur
Dobara jawaab do….
Kyon chhoda tumne
Saath hamara jawaab do
Khamosh kisliye ho
Khudara jawaab do
Kyon chhoda tumne
Saath hamara jawaab do
Kyon chhoda tumne saath…..

More songs lyrics from Kashish.