Kya Yahi Jawani Hai Lyrics

"Kya Yahi Jawani Hai" lyrics from Chand sung by zeenat begum and music directed by bhagatram batish, husnlal batish and composed by bhagatram batish, husnlal batish and lyrics written by qamar jalalabadi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Kya Yahi Jawani Hai Lyrics


Kya yahi jawani hai
Kya yahi jawani hai
Har din hai nikhara huwa
Har din hai nikhara huwa
Har raat suhani hai
Har raat suhani hai
Kya yeh hi jawani hai
Kya yeh hi jawani hai

Main gairo se kyun puchhu
Main gairo se kyun puchhu,
Main apano se kyun puchhu
Main gairo se kyun puchhu,
Main apano se kyun puchhu
Aayina jo kaha hai
Aayina jo kaha hai
Tu husn ki rani hai
Tu husn ki rani hai
Kya yeh hi jawani hai
Kya yeh hi jawani hai

Kya kahu key kaun aa kar
Sapno mein bulata hai
Kya kahu key kaun aa kar,
Sapno mein bulata hai
Khulate hi meri aankhe
Khulate hi meri aankhe
Janey kaha jata hai
Janey kaha jata hai
Yeh meri kahani hai
Yeh meri kahani hai
Kya yeh hi jawani hai
Kya yeh hi jawani hai

Jate huye bachpan se
Jate huye bachpan se,
Aate huye jauvan se
Jate huye bachpan se,
Aate huye jauvan se
Dono se main kahati hoon
Dono se main kahati hoon
Yeh dil ki nayi hai duniya
Yeh dil ki nayi hai duniya
Abb kaise basani hai
Abb kaise basani hai
Kya yeh hi jawani hai
Kya yeh hi jawani hai.

More songs lyrics from Chand.