Kya Tumne Hai Lyrics

"Kya Tumne Hai" lyrics from Saaz sung by kavita krishnamurthy and music directed by zakir hussain and composed by zakir hussain and lyrics written by javed akhtar

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kya Tumne Hai Lyrics


Kya tumne hai keh diya,
Kya maine hai sun liya
Tumhi kaho abb main kahu kya
Kya tumne hai keh diya

Jabse main aur tum paas aaye,
Rasto mein hain phulo ke saaye
Pedh jhume hawa gungunaaye,
Koyi puchhe agar yeh kya huwa
Toh isako kahe koyi kya
Kya tumne hai keh diya,
Kya maine hai sun liya
Tumhi kaho abb main kahu kya

Nila saagar hai nili ghataaye,
Meherbaan hum pe hain yeh fizze
Vaadiya baahe khole bulaaye,
Koyi puchhe agar yeh kya huwa
Toh isako kahe koyi kya
Kya tumne hai keh diya,
Kya maine hai sun liya
Tumhi kaho abb main kahu kya
Tumhi kaho abb main kahu kya.

More songs lyrics from Saaz.