Kya Tum Wohi Ho Lyrics

"Kya Tum Wohi Ho" lyrics from Man Ki Aankhen sung by mohammed rafi, suman kalyanpur and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by sahir ludhianvi

Lyricist(s):

Kya Tum Wohi Ho Lyrics


Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Jo neendo mein chori
Se aata raha hai
Jo saanso mein chup
Chup ke gata raha hai
Mere anchuai
Jism ko jis ka
Saya bade pyar se
Chu ke jata raha hai
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho

Khayalo me jo muskurati
Rahi hai
Dhank ban ke nazro
Pe chati rahi hai
Mere dil ke sansar
Ke angan me aksar
Jo rato ko payal
Bajati rahi hai
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho

Me jiske liye
Phool chunti rahi hu
Tammano ke har bunti rahi hu
Me jiske liye
Phool chunti rahi hu
Tammano ke har bunti rahi hu

Dhadakte hue dil se
Shehnaiyo mein
Sada jis ke kadmo
Ki sunti rahi hoon
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho

Wo surat jo dil mein
Machalti rahi hai
Nigaho mein karwat
Badalti rahi hai
Wo surat jo dil mein
Machalti rahi hai
Nigaho mein karwat
Badalti rahi hai
Wo tarasha hua
Jism parcahai jiski
Sada mere hum rah chalti
Rahi hai
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho.

More songs lyrics from Man Ki Aankhen.