Kya Kuchh Na Kahaa Lyrics
"Kya Kuchh Na Kahaa" lyrics from Husn sung by salma agha and music directed by zafar iqbal and composed by zafar iqbal and lyrics written by qateel shifai
Kya Kuchh Na Kahaa Lyrics
Kya kuchh na kahaa dile nakaam se pehale

Waakif they mohabbat ke
Hum anjaam se pehale

Kaati hai mohabbat mein to bhar kar raate

Dil aaj dhadakne laga kyun shaam se pehle
Kya kuchh na kahaa dile nakaam se pehale
Afsaana kisi taraha mukamilla nahin hota

Aata hai tera naam mere naam se pehale
Kya kuchh na kahaa dile nakaam se pehale
Nadani ulfat humein jeene nahin degi
Nadani ulfat humein jeene nahin degi
Marna bhi nahin hai tere paigaam se pehale
Kya kuchh na kahaa dile nakaam se pehale
Waakif they mohabbat ke
Hum anjaam se pehale
Kya kuchh na kahaa dile nakaam se pehale
Kya kuchh na kahaa dile nakaam se pehale.
More songs lyrics from Husn.