Kya Kar Diya Bata Do Lyrics

"Kya Kar Diya Bata Do" lyrics from Rani Aur Jaani sung by asha bhosle, mohammed rafi and music directed by satyam and composed by satyam and lyrics written by hasrat jaipuri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kya Kar Diya Bata Do Lyrics


Kya kar diya bata do zara
Yeh dil deewana hua
Kya kar diya bata do zara
Yeh dil deewana hua
Tumhi ko mana tumhi
Chaha tumhi ko pooja
Haye bolo kya kar diya
Bata do zara yeh dil
Deewana hua

Pucha tumhi ne to
Kya chahiye
Hum ne kaha ki
Wafa chahiye
Daman tumhara na
Chodenge hum
Wada wafa ka na
Todenge hum
Wafa nibhao idhar to aao
Wafa nibhao idhar to aao
Gale lagao
Haye bolo kya kar diya
Bata do zara yeh dil
Deewana hua
Kya kar diya
Bata do zara yeh dil
Deewana hua

Dum se tuhare jawa
Hai bahar
Tum jo kaho to karu
Dil nishar
Tumhare sia hum
Kaha jayenge
Yahi hum to kadmo pe
Mar jayenge
Bade hasi ho ke dilnashi ho
Bade hasi ho ke dilnashi ho
Mere yaki ho
Haye bolo kya kar diya
Bata do zara yeh dil
Deewana hua
Haye kya kar diya
Bata do zara yeh dil
Deewana hua

Nibhana sajan dil ki
Har baat ko
Samajhan zara dil ke
Jazbaat ko
Khabar hai mujhe teri
Har baat ki
Kadar hai mujhe tere
Jazbaat ki
Tumhi dharam ho
Tumhi karam ho
Tumhi dharam ho
Tumhi karam ho
Tumhi sanam ho
Haye bolo kya kar diya
Bata do zara yeh dil
Deewana hua
Kya kar diya
Bata do zara yeh dil
Deewana hua.

More songs lyrics from Rani Aur Jaani.