Kya Kahun Kya Na Kahun Lyrics

"Kya Kahun Kya Na Kahun" lyrics from Galiyon Ka Badshah sung by k. j. yesudas (kattassery joseph yesudas), sadhana sargam and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by indeevar (shyamalal babu rai)


Kya Kahun Kya Na Kahun Lyrics


Kya kahu kya na kahu
Mere din se puchho
Meri raat se puchho
Kuch nahi kuch bhi nahi
Chand se suraj se
Gardish mein saiyaro se
Itna hi kah mujhse mohabat ki hai

Tum na jano kitne
Sawalo se gira hoon
Mai na janu kitne
Khayalo se bhara hoon
Kuch nahi kuch bhi nahi
Itna hi kah mujhse mohabat ki hai
Zindagi ki doriya bandhi kaha kaha
Kon kaise tut jaye jane kya jaha
Dil mein mere sankado tanhaiya chhupi
Ajnabi ajnabi chahane walo se gira hoon
Kuch nahi kuch bhi nahi
Itna hi kah mujhse mohabat ki hai

Uljhi huyi dor se bando na zindagi
Khel na sholo se nahi koi dillagi
Kahne ko to hotho pe aaye hayat hai
Duniya ke diye
Duniya ke diye zahar ke
Pyalo se bhara hoon
Tum na jano kitne
Sawalo se gira hoon
Chand se suraj se
Gardish mein saiyaro se
Itna hi kah mujhse mohabat ki hai
Kya kahu kya na kahu
Mere din se puchho
Meri raat se puchho.

More songs lyrics from Galiyon Ka Badshah.