Kya Kahen Aaj Kya Ho Gaya Lyrics
"Kya Kahen Aaj Kya Ho Gaya" lyrics from Teri Payal Mere Geet sung by lata mangeshkar and music directed by naushad ali and composed by naushad ali and lyrics written by hasan kamal
Kya Kahen Aaj Kya Ho Gaya Lyrics
Kya kahen kya kahen
Kya kahen kya kahen
Aaj kya ho gaya kya kahen
Aaj kya ho gaya kya kahen
Aapka saamna ho gaya ho
Aapka saamna ho gaya
Kya kahen kya kahen
Kya kahen kya kahen
Aaj kya ho gaya
Ho ak pal ko nigahen mili
Ak pal ko nigahen mili
Umra ka faisla ho gaya
Umra ka faisla ho gaya
Kya kahen aaj kya ho gaya
Kya kahen
Aaj kya kya kahen
Aaj kya ho gaya
Aapka saamna ho gaya
Saukh se aap dil mein rahe
Saukh se aap dil mein rahe
Ab yeh ghar
Ab yeh ghar aapka ho gaya
Ab yeh ghar aapka ho gaya
Kya kahen aaj kya ho gaya
Kya kahen aaj kya
Kya kahen aaj kya ho gaya
Aapka saamna ho gaya
Ho aapne jo diya darde dil
Aapne jo diya darde dil
Mere dil
Mere dil ki dava ho gaya
Mere dil ki dava ho gaya
Kya kahen aaj kya ho gaya
Kya kahen
Aaj kya kya kahen
Aaj kya ho gaya
Aapka saamna ho gaya
Ho aapka saamna ho gaya.
More songs lyrics from Teri Payal Mere Geet.