Kya Jhootha Lagta Hai Lyrics

"Kya Jhootha Lagta Hai" lyrics from Devi sung by baba sehgal, lata mangeshkar, mohammed rafi and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):

Kya Jhootha Lagta Hai Lyrics


Kya jhootha lagta hai
Kya sacha lagta hai
Bol mune tujhko
Kya achha lagta hai
Lalipap lalipap lalipap lalipap
Lalipap lalipap lalipap lalipap
Kya fika lagta hai
Kya mitha lagta hai
Arey bol mune tujhko
Kya achha lagta hai
Lalipap lalipap lalipap lalipap
Lalipap lalipap lalipap lalipap

Roop kai hai rang kai hai
Koi hai gora koi kala hai
Duniya mein roop kai hai
Rang kai hai koi hai gora
Koi kala hai duniya me ho
Kya gora lagta hai sach
Kya kala lagta hai jhut
Bol mune tujhko
Kya achha lagta hai
Lalipap lalipap lalipap lalipap
Lalipap lalipap lalipap lalipap

Oo mere pyare ye bata de
Kya hai bhalayi aur
Kya hai burayi raja
Oo mere pyare
Hu ye bata de kya
Kya hai bhalayi aur
Kya hai burayi raja ho oo
Kya bhala lagta hai mor
Kya bura lagta hai chor
Bol mune tujhko
Kya achha lagta hai lalipap

Bate neerali karta hai tu
Ek sawal ka jawab to jara de tu
Bate neerali karta hai tu
Ek sawal ka jawab to jara de tu
Kya mushkil lagta hai kuch nahi
Kya aasan lagta hai sab kuch
Arey bol mune tujhko
Kya achha lagta hai
Lalipap lalipap lalipap lalipap
Lalipap lalipap lalipap lalipap
Kya jhootha lagta hai
Kya sacha lagta hai
Bol ma tujhko
Kya achha lagta hai
Mera lal mera lal
Mera lal mera lal
Mera muna mera lal
Mera muna mera lal
Mera lal mera lal
Mera lal mera lal.

More songs lyrics from Devi.