Kya Husn Hai Kya Umrr Lyrics

"Kya Husn Hai Kya Umrr" lyrics from Lovers sung by amit kumar and music directed by rahul dev burman and composed by rahul dev burman and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kya Husn Hai Kya Umrr Lyrics


Oye tauba oye tauba oye tauba
Kya aawaz hai hey hey ho ho
Kya husn hai kya umrr hai kya naaj hai
Oye tauba oye tauba kya aawaz hai
Oye tauba oye tauba kya aawaz hai
Kya husn hai kya umrr hai kya naaz hai
Oye tauba oye tauba kya aawaz hai
Oye tauba oye tauba kya aawaz hai
Kya husn hai

Na sur na taal zaroori hai
Na bol na chaal zaroori hai
Na sur na taal zaroori hai
Na bol na chaal zaroori hai
Bas ek kamaal zaroori hai
Yeh solwa saal zaroori hai
Solave saal ka dekho kya andaaz hai
Kya husn hai kya umrr hai kya naaz hai
Oye tauba oye tauba kya aawaz hai
Kya husn hai

Ladki hai ya saarangi hai
Saarangi nahi naarangi hai
Saarangi naarangi
Ladki hai ya saarangi hai
Saarangi nahi naarangi hai
Ik rang nahi satrangi hai
Oyr jaisi bhi hai changi hai
Khula nahi jo ab tak yeh woh raaz hai
Kya husn hai kya umrr hai kya naaz hai
Oye tauba oye tauba kya aawaz hai
Kya husn hai
Oye tauba oye tauba kya aawaz hai
Oye tauba oye tauba kya aawaz hai
Oye tauba oye tauba kya aawaz hai
Oye tauba oye tauba kya aawaz hai
Oye tauba oye tauba kya aawaz hai.

More songs lyrics from Lovers.