Kya Hua Maine Agar Lyrics

"Kya Hua Maine Agar" lyrics from Ye Dil Kisko Doon sung by asha bhosle, mohammed rafi and music directed by iqbal qureshi and composed by iqbal qureshi and lyrics written by qamar jalalabadi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kya Hua Maine Agar Lyrics


Kya hua kya hua
Kya hua maine agar
Ishq ka izhar kiya
Aapse pyar kiya
Kya hua kya hua
Kya hua maine agar
Ishq ka izhar kiya
Aapse pyar kiya
Aapne kyu mujhe
Ruswa sare bazar kiya
Khub ye pyar kiya
Kya hua kya hua
Kya hua maine agar
Ishq ka izhar kiya
Aapse pyar kiya
Aapne kyu mujhe
Ruswa sare bazar kiya
Khub ye pyar kiya

Pyara hai ek junun
Hame malum na tha
Ishq main hota hai yu
Hame malum na tha
Jadugar tera kushur
Hame malum na tha
Mardoge hame yu
Hame malum na tha
Hai khata
Hai khata aapki fir
Husn pe kyu war kiya
Khub ye pyar kiya
Kya hua maine agar
Ishq ka izhar kiya
Aapse pyar kiya
Aapne kyu mujhe
Ruswa sare bazar kiya
Khub ye pyar kiya

Ho gaye tujhpe fida
Teri aankho ki kasam
Yahi manjil hai meri
Teri julfo ki kasam
Tune sikhi na wafa
Tere wado ki kasam
Hame aaye na yakin
Teri bato ki kasam
Hamne kyu muft me
Dil ko gunehgar kiya
Hay kyu pyaar kiya
Kya hua maine agar
Ishq ka izhar kiya
Aapse pyar kiya
Aapne kyu mujhe
Ruswa sare bazar kiya
Khub ye pyar kiya.

More songs lyrics from Ye Dil Kisko Doon.