Kuchh Bhi Samajhe Lyrics

"Kuchh Bhi Samajhe" lyrics from Bandhan Anjana sung by abhijeet deshpande, chandrani mukherjee, shabbir kumar and music directed by bappi lahiri and composed by bappi lahiri and lyrics written by indeevar (shyamalal babu rai)

Music Director(s):
Composer(s):

Kuchh Bhi Samajhe Lyrics


Maze le lo maze le lo maze le lo
Maze le lo maze le lo maze le lo
Jo hona hain wahin hoga hain
Kya hona ye mat socho
Maze le lo maze le lo maze le lo
Maze le lo maze le lo maze le lo

Kuchh bhi samajhe samjha ke haari
Paale pada hain sajna anaari
Deewana deewana
Deewana deewana
Deewana deewana
Deewana deewana
Mujhko mili hain kya dil ki rani
Aadhi sayani aadhi deewani
Deewani deewani
Deewani deewani
Deewani deewani
Deewani deewani
Maze le lo maze le lo maze le lo
Jo hona hain wahin hoga hain
Kya hona ye mat socho

Kaisa sabak tune
Dil ko padhaya hain
Kis hoshiyaari se
Dil mein samaya hain
Ye saara chakkar
To tune chalaya hain
Iljam jhutha kyun
Mujhpe lagaya hain
Banta hai kitna sayana
Kaisa kare bahaana
Deewana deewana
Deewana deewana
Deewani deewani
Deewani deewani
Maze le lo maze le lo maze le lo
Jo hona hai wahi hoga hai
Kya hona ye mat socho

Tujhse hasi koi baaho mein aaye to
Aaye gale milke dilko churaye to
Teri kasam uski main jaan le lungi
Sautan meri banke koi dikhaye to
Ye julm naa karna rani
Yaari to hai nibhani
Deewani deewani
Deewani deewani
Deewana deewana
Deewana deewana
Maze le lo maze le lo maze le lo
Jo hona hai wahi hoga hain
Kya hona ye mat socho

Do din ki hasti mein
Ek pal ki masti hain
Jiske liye saari
Duniya tarasti hain
Hey milke deewane
To jisko basate hain
Ye dil ki basti to
Mushkil se basti hain
Sapno ka wo ghar suhana
Humko bhi hai basana
Deewana deewanan
Deewana deewana
Deewani deewani
Deewani deewani
Kuchh bhi samajhe
Samjha ke haari
Paale pada hain sajna anaari
Deewana deewana
Deewana deewana
Deewani deewani
Deewani deewani
Mujhko mili hain kya dil ki rani
Aadhi sayani aadhi deewani
Deewani deewani
Deewani deewani
Deewana deewana
Deewana deewana
Maze le lo maze le lo maze le lo
Jo hona hain wahi hoga hain
Kya hona ye mat socho
Maze le lo maze le lo maze le lo.

More songs lyrics from Bandhan Anjana.