Kuchh Bhi Kahega Lyrics

"Kuchh Bhi Kahega" lyrics from Kartavya sung by mohammed rafi, usha mangeshkar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by verma malik

Lyricist(s):

Kuchh Bhi Kahega Lyrics


Kuchh bhi kahega toh
Abhi nahi jayungi
Kahi nahi jayungi
Kabhi nahi jayungi ho
Chanda mama se
Pyara mera mama
Meri aankho kaa
Tara mera mama
O chanda mama se
O chanda mama se
Pyara mera mama
Meri aankho kaa
Tara mera mama
O chanda mama se

Aao aaj banenge mil
Ke ham dono hamjoli
Aao aaj banenge mil
Ke ham dono hamjoli
Tum dhundho mai
Chhup chhup jaun
Chhup chhup jaun
Khele aankh michauli
O kahana manega kahana
Manega kahana manega
Mera mama meri aankho
Kaa tara mera mama
O chanda mama se
Chanda mama se
Pyara mera mama
Meri aankho kaa
Tara mera mama

Naa toh man ki mili hai
Mamata naa bapu kaa saya
Naa toh man ki mili hai
Mamata naa bapu kaa saya
Teri god me aa baithi hu
Dekh ke thandi chaya
Mera jivan sahara mera jivan
Sahara mera jivan sahara
Mera mama
Meri aankho kaa
Tara mera mama
O chanda mama se
Chanda mama se
Pyara mera mama
Meri aankho kaa
Tara mera mama

Ek din dulhe raja ke
Sang kahar bulau
Ek din dulhe raja ke
Sang kahar bulau
Apne hathon se hi
Doli me tujhe bithau
Us din mujhako chhod
Ke too aisi duniya me jaye
Har ek ladaki jahan se
Wapas laut ke phir naa aaye
Rota rahega bichara tera mama
Rota rahega bichara tera mama
O chanda mama se
Chanda mama se
Pyara mera mama
Meri aankho kaa
Tara mera mama
O chanda mama se.

More songs lyrics from Kartavya.