Kuch Keh Na Sake Lyrics

"Kuch Keh Na Sake" lyrics from Shahnaz sung by amirbai karnataki and music directed by amirbai karnataki and composed by amirbai karnataki and lyrics written by akhtar pilibhiti

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kuch Keh Na Sake Lyrics


Kuch keh na sake
Kuch keh bhi gaye
Kya yaad raha kya bhul gaye
Kya yaad raha kya bhul gaye

Jab unse nazar do char huyi
Hum apni tamanna bhul gaye
Hum apni tamanna bhul gaye

Barbad kare ya shad kare
Barbad kare ya shad kare
Yeh unki inayat unki khushi
Yeh unki inayat unki khushi
Majboor hai dil ke hatho se
Jo socha tha wo hone gaye
Jo socha tha wo hone gaye

Yeh kaun kahe unse jakar
Yeh kaun kahe unse jakar
Saste mein zara de do aakar
Saste mein zara de do aakar
Hum saram se apni dil ki tumhe
Ek baat batana bhul gaye
Ek baat batana bhul gaye
Kuch keh na sake
Kuch keh bhi gaye
Kya yaad raha kya bhul gaye
Kya yaad raha kya bhul gaye.

More songs lyrics from Shahnaz.