Krishna Agar Tum Radha Hote Lyrics

"Krishna Agar Tum Radha Hote" lyrics from Mera Naam Johar sung by mukesh chand mathur (mukesh), suman kalyanpur and music directed by usha khanna and composed by usha khanna and lyrics written by asad bhopali

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Krishna Agar Tum Radha Hote Lyrics


Krishan agar tum radha hote
Mai hoti ghansham bolo kya
Hota bolo kya hota bolo
Kya hota krishan agar tum
Radha hote mai hoti ghansham
Bolo kya jab mai kehta murli
Bajao jab mai kehta murli
Bajao tum kehti chodo na satao
Fir milna kal sham bolo kya hota
Bolo kya hota bolo kya hota

Sanjh savere murli baja ke
Sanjh savere murli baja ke
Tumhre man me aag lagati
Tumhre man me aag lagati
Fir mai doda doda aata
Mujhko duniya rok na paati
Sab karte badnam bolo kya hota
Bolo kya hota bolo kya hota

Jab tum aate paniya bharan ko
Jab tum aate paniya bharan ko
Mai tumhri dagar ko chupati
Mai tumhri dagar ko chupati
Fir mai tumhri binti karta
Or hasi tumko aajati
Sakhiya dharti nam bolo kya
Hota bolo kya hota bolo kya
Hota

Jab tum jamna tat pe nahate
Jab tum jamna tat pe
Nahate mai chup jati vastr
Chura ke mai chup jati vastr
Chura ke fir mai suchmuch dubne
Lagta tum hi bachati mujhko aake
Ye hota aanjam bolo kya hota
Bolo kya hota bolo kya hota
Krishan agar tum radha hote
Mai hoti ghansham bolo kya
Hota bolo kya hota bolo
Kya hota bolo kya hota.

More songs lyrics from Mera Naam Johar.