Krishan Naam Lo Lyrics

"Krishan Naam Lo" lyrics from Krishna Bhakt Sudama and music directed by neeta sen and composed by neeta sen and lyrics written by ramchandra baryanji dwivedi (kavi pradeep)

Music Director(s):
Composer(s):

Krishan Naam Lo Lyrics


Krishan naam lo arey o prani
Krishan naam lo arey o prani
Wo hi tumhe bacahyega
Bhavsagar me krishan ke siva
Koi kam na aayega

Ye krishan naam hai atul naam
Ye naam lo subah sham
Krishan naam lo arey o prani
Krishan naam lo arey o prani
Wo hi tumhe bacahyega
Arey zamane shakti laga le
Shakti laga le arey zamane
Kitni shakti lagayega
Tu kitni shakti lagayega
Is dharti par krishan ka
Jhanda kabhi na jhukne payega
Is dharti par krishan ka
Jhanda kabhi na jhukne payega
Krishan naam to azar amar hai
Usko kon mitayega,
Bhai usko kon mitayega
Is dharti par krishan ka
Jhanda kabhi na jhukne payega
Is dharti par krishan ka
Jhanda kabhi na jhukne payega

Teri kya takat hai ghamandi
Tera bal hai nakli
Jo tribhuvan par raz kare
Wo maha shakti hai asli
Teri kya takat hai ghamandi
Tera bal hai nakli
Jo tribhuvan par raz kare
Wo maha shakti hai asli
Muthi bhar ka katra le tu
Hari se kya takrayega
Is dharti par krishan ka
Jhanda kabhi na jhukne payega
Is dharti par krishan ka
Jhanda kabhi na jhukne payega

Parbhu ke aage yaha
Kisi ki chali nahi chalaki
Ravan mara kans bhi duba
Koi bacha nahi baki
Takra mat bhagwan se murakh
Mitti me mil jayega
Takra mat bhagwan se murakh
Mitti me mil jayega
Is dharti par krishan ka
Jhanda kabhi na jhukne payega
Is dharti par krishan ka
Jhanda kabhi na jhukne payega.

More songs lyrics from Krishna Bhakt Sudama.