Kori Kori Chunariya Lyrics

"Kori Kori Chunariya" lyrics from Nakhra Husn Ka sung by kavita krishnamurthy and music directed by ramesh roshan rai and composed by ramesh roshan rai and lyrics written by sudhakar sharma

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kori Kori Chunariya Lyrics


Kori kori chunar meri
Kori kori chunar meri deewani huyi teri
Kori kori chunar meri deewani huyi teri

Saajana baalama saajana baalama
Kori kori chunariya pe
Kori kori chunariya pe
Tu likha de naam apna
Saajana baalama saajana baalama
Teri naam ki mehndi rachau
Mera bas yahi hain sapna
Ho mera bas yahi hain sapna
Saajana baalama saajana baalama

Bin tere aise saawariyan
Jaise bin ghoongharun paayaliya
Bin tere aise saawariyan
Jaise bin ghoongharun paayaliya
Tere pyaar mein tadpe aise
Jaise jal bin tadpe machhaliyan
Jaise jal bin tadpe machhaliyan
Chhede pawan basanti ve
Tu doli le aa sajan
Hoo tu doli le aa sajan
Saajana baalama saajana baalama

Ye shringaar nikhaar karun kyaa
Tu na samjhe aur kahoon kyaa
Ye shringaar nikhaar karun kyaa
Tu na samjhe aur kahoon kyaa
Odh sitaaron waali choonariyan
Chham chaam naachu main baawariyan
Tere pyaar ki main baawariyan
O tere rang rangeen main aise
Aur koi rang bhaye na
Hoo aur koi rang bhaye na
Saajana baalama saajana baalama

Dil to tujhko de hi chuke hain
Jaan bhi tujhko de denge
Dil to tujhko de hi chuke hain
Jaan bhi tujhko de denge
Tere naam zindagaani karke
Duniya se ye keh denge
Duniya se ye keh denge
Ho pyar kiya hain pyaar karenge
Humein kisi se kyaa darna
Oo humein kisi se kyaa darna
Saajana baalama saajana baalama

Kori kori chunariya pe
Tu likha de naam apna
Kori kori chunar meri deewani huyi teri
Likha dena saajana likha dena baalama
Likha dena saajana likha dena baalama
Likha dena saajana likha dena baalama.

More songs lyrics from Nakhra Husn Ka.