Kolkata Qutub Minar Lyrics

"Kolkata Qutub Minar" lyrics from Guddu Ki Gun sung by soumyajit banerjee and music directed by soumyajit banerjee and composed by soumyajit banerjee and lyrics written by soumyajit banerjee

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kolkata Qutub Minar Lyrics


Taazub ki baat hai badi
Yeh aafat jo aa padi
Sab dekh rahein hain karke zoom
Utha ke bhaag apni dum

History, mystery bewekoof
Ye tika wala hai tu ru
Raftare pe ho sawaar
Aaya kolkata qutub minar

History, mystery bewekoof
Ye tika wala hai tu ru
Raftare pe ho sawaar
Aaya kolkata qutub minar

Jhin chika, jhin chika
Jhin chika, jhin chika
Jhin chika, jhin chika
Aaya kolkata qutub minar

Abe ruk-ruk jaata hai kidhar
Tu hi toh hai in sabki jarh
Ab na chalega tera aaj
Sona karega yahaan raaj

History, mystery bewekoof
Ye tika wala hai tu ru
Raftare pe ho sawaar
Aaya kolkata qutub minar

History, mystery bewekoof
Ye tika wala hai tu ru
Raftare pe ho sawaar
Aaya kolkata qutub minar

Kuch iss tarah hai haqeeqat
Har sabki hoti hai kimat
Tu kaun, main kaun
Tera kya, mera kya
Kismen hai faayeda

Koi shikar, koi shikari
Koi raja, koi bhikari
Kamini kismat leti hai riswat
Aisa hai qaayeda
Soch le jo bhi hua
Anjaam toh hai juaa
Zindagi hai karobar

History, mystery bewekoof
Ye tika wala hai tu ru
Raftare pe hai sawaar
Aaya kolkata, aaya kolkata ae lo..

History, mystery bewekoof
Ye tika wala hai tu ru
Raftare pe ho sawaar
Aaya kolkata qutub minar

History, mystery bewekoof
Ye tika wala hai tu ru
Raftare pe ho sawaar
Aaya kolkata qutub minar

Aaya kolkata qutub minar
Aaya kolkata qutub minar
Aaya kolkata qutub minar.

More songs lyrics from Guddu Ki Gun.