Koi Matwala Aaya Lyrics

"Koi Matwala Aaya" lyrics from Love In Tokyo sung by lata mangeshkar and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by shailendra (shankardas kesarilal)

Singer(s):

Koi Matwala Aaya Lyrics


Koi matvala aaya mere dware
Koi matvala aaya mere dware
Ankhiyo se kar gaya ajab ishare
Ankhiyo se kar gaya ajab ishare
Koi matvala aaya mere dware
Koi matvala aaya mere dware

Kya mann usake mai kya janu
Chhaliya ko mai kya pehachanu
Jane kyon meraa nam pukare
Jane kyon meraa nam pukare
Koi matvala aaya mere dware
Aknhiyo se kar gaya ajab ishare
Koi matvala aaya mere dware

Jab se gaya hai bhola bachpan
Nena chanchal natkhat hai man
Abb nahi kuchh bhi bas me hamare
Abb nahi kuchh bhi bas me hamare
Koi matvala aaya mere dware
Koi matvala aaya mere dware
Ankhiyo se kar gaya ajab ishare

Koi matvala aaya mere dware
Raat raat bhar nind na aaye
Bin chahe vo yaad aajaye
Kantu ratiya gin gin tare
Kantu ratiya gin gin tare
Koi matvala aaya mere dware
Koi matvala aaya mere dware
Ankhiyo se kar gaya ajab ishare
Ankhiyo se kar gaya ajab ishare
Koi matvala aaya mere dware
Koi matvala aaya mere dware.

More songs lyrics from Love In Tokyo.