Koi Chara Nahin Dua Ke Siva Lyrics

"Koi Chara Nahin Dua Ke Siva" lyrics from Mehfil sung by pankaj udhas and music directed by pankaj udhas and composed by pankaj udhas

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Koi Chara Nahin Dua Ke Siva Lyrics


Koi chara nahin dua ke siva
Koi chara nahin dua ke siva
Koi sunta nahi khuda ke siva
Koi chara nahin dua ke siva

Koi chara nahin dua ke siva
Koi sunta nahi khuda ke siva
Koi chara nahin dua ke siva

Mujhse kyaa ho saka wafa ke siva
Mujhse kyaa ho saka wafa ke siva
Mujhko milta bhi kyaa saza ke siva
Mujhko milta bhi kyaa saza ke siva
Koi sunta nahi khuda ke siva
Koi chara nahin dua ke siva

Barsade saahile muraad yahan
Barsade saahile muraad yahan
Saahile muraad yahan
Saahile muraad saahile muraad
Barsade saahile muraad yahan
Kaun ubhra hain nafrat ke siva
Kaun ubhra hain nafrat ke siva
Koi sunta nahi khuda ke siva
Koi chara nahin dua ke siva

Dil sabhi kuchh jubaan par laaya
Dil sabhi kuchh jubaan par laaya
Dil sabhi kuchh jubaan par laaya
Jubaan par laaya jubaan par laaya
Dil sabhi kuchh jubaan par laaya
Ek fakat arze muddaye siva
Ek fakat arze muddaye siva
Koi sunta nahi khuda ke siva
Koi chara nahin dua ke siva

Koi chara nahin dua ke siva
Koi sunta nahi khuda ke siva
Koi chara nahin dua ke siva.

More songs lyrics from Mehfil.