Koi Aaye Leke Pyar Lyrics

"Koi Aaye Leke Pyar" lyrics from Sailaab sung by anupama deshpande and music directed by bappi lahiri and composed by bappi lahiri and lyrics written by anjaan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Koi Aaye Leke Pyar Lyrics


Uljhi hain ye kis jal mein tu
Hai ajkal kis hal mein tu
Uljhi hain ye kis jal mein tu
Hai ajkal kis hal mein tu
Hamko aaj kal hain intezaar
Koi aaye leke pyar
Hamko aaj kal hain intezaar
Koi aaye leke pyar

Ye rup hain kyun damka
Ye rang hain kyun chamka
Ye sans teri mahki hai kyun
Teri masti hain kyun chalki
Ye chunri hain kyun dhalki
Chal teri bahki hai kyun

Ye rup hain kyun damka
Ye rang hain kyun chamka
Ye sans teri mahki hain kyun
Teri masti hain kyun chalki
Ye chunri hain kyun dhalki
Chal teri bahki hain kyun

Hamko aajkal hain intezaar
Koi aaye leke pyar
Hamko aajkal hai intezaar
Koi aaye leke pyar

Kyu aag si hain tan mein
Kuch to hai tere man mein
Tu aise machalti hain kyun
Hai kaisa nasha chaya
Kisne tujhe bahkaya
Tu girti sambhalti hain kyun
Kyu aag si hain tan mein
Kuch to hai tere man mein
Tu aise machalti hai kyun
Hai kaisa nasha chaya
Kisne tujhe bahkaya
Tu girti sambhalti hai kyun
Hamko aajkal hain intezaar
Koi aaye leke pyar
Hamko aajkal hai intezaar
Koi aaye leke pyar

Kyun mahka hain ye kajra
Kya kahta hain ye gajra
Tu sapno mein khoi hain kyun
Bechain hain kyun naina
Kyun khoya tune chaina
Na jagi na soyi hai tu

Kyun mahka hain ye kajra
Kya kahta hain ye gajra
Tu sapno mein khoi hain kyun
Bechain hain kyun naina
Kyun khoya tune chaina
Na jagi na soyi hain tu
Hamko aajkal hain intezaar
Koi aaye leke pyar
Hamko aajkal hai intezaar
Koi aaye leke pyar

Koi aaya lekar aaya
Aa gaya aa gaya ho
Aa gaya aaga ho aa gaya.

More songs lyrics from Sailaab.