Koi Aah Kare Koi waah Kare Lyrics

"Koi Aah Kare Koi waah Kare" lyrics from Hamari Shaan sung by talat mahmood and music directed by chitragupta shrivastava and composed by chitragupta shrivastava and lyrics written by saraswati kumar deepak

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Koi Aah Kare Koi waah Kare Lyrics


Koi aah kare koi waah kare
Dunia ka yahi afsana hai
Koi aah kare koi waah kare
Duniya ka yahi afsana hai

Jisko ham apna samjhe the
Wo aaj hua begana hai
Koi aah kare koi waah kare
Duniya ka yahi afsana hai

Takdir buri jab hoti hai
Saya bhi juda ho jata hai
Takdir buri jab hoti hai
Saya bhi juda ho jata hai
Saya bhi juda ho jata hai

Jitni tufan me kashti ho
Ab uska kaun thikana hai
Koi aah kare koi waah kare
Duniya ka yahi afsana hai

Jis pyar ke gulshan ko hamne
Apne aasu se sicha tha
Jis pyar ke gulshan ko hamne
Apne aansu se sicha tha
Apne aansu se sicha tha
Haye pyar wahi apna na hua
Kitna bedard jamana hai
Koi aah kare koi waah kare
Duniya ka yahi afsana hai.

More songs lyrics from Hamari Shaan.