Kitni Haseen Hai Lyrics

"Kitni Haseen Hai" lyrics from Maharaja sung by asha bhosle and music directed by madan mohan kohli and composed by madan mohan kohli and lyrics written by hasrat jaipuri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kitni Haseen Hai Lyrics


Kitni haseen hai mere pyar ki nazar
Kitni jawa hai dildar ki nazar
Ghere hai mujhe to sansar ki nazar
Sab hai mere deewane mai hu teri
Baili hoon baili hoon baili hoon
Baili hoon baili hoon baili hoon

Kitni haseen hai mere pyar ki nazar
Kitni jawa hai dildar ki nazar
Ghere hai mujhe to sansar ki nazar
Sab hai mere deewane mai hu teri
Baili hoon baili hoon baili hoon
Baili hoon baili hoon baili hoon

Jaha mai isaara karu
Dil ka ujala karu
Wahi se milegi tujhe manzil
Hose gavana nahi dagamagana nahi
Ho jayega sab hasil
Mere pichhe pichhe aao
Khel me dalo ek dav
Ye ghadi phir aaye ke na aaye

Kitni haseen hai mere pyar ki nazar
Kitni jawa hai dildar ki nazar
Ghere hai mujhe to sansar ki nazar
Sab hai mere deewane mai hu teri
Baili hoon baili hoon baili hoon
Baili hoon baili hoon baili hoon

Chehara gulabi mera
Husan sharabi mera
Pyar bhari hai meri baate
Chaal nasili meri
Bijali saheli meri
Nur bhari hai meri raate
Mere naina kya nirale
Chhalke chhalke jaise pyale
Ye nasha phir chhaye ke na chhaye

Kitni haseen hai mere pyar ki nazar
Kitni jawa hai dildar ki nazar
Ghere hai mujhe to sansar ki nazar
Sab hai mere deewane mai hu teri
Baili hoon baili hoon baili hoon
Baili hoon baili hoon baili hoon

Tujhse nigahe mili
Nayi nayi rahe mili
Jhum uthi hai adaye
Sapane sajane wale
Dil ko jagane wale
Tham le tu hi meri bahe
Char din ki zindagi hai
Tu mila hai ye khushi hai
Dil tujhe phir paye ke na paye
Hey hey

Kitni haseen hai mere pyar ki nazar
Kitni jawa hai dildar ki nazar
Ghere hai mujhe to sansar ki nazar
Sab hai mere deewane mai hu teri
Baili hoon baili hoon baili hoon
Baili hoon baili hoon baili hoon.

More songs lyrics from Maharaja.